Lyrics Tanhai - College Campus (2011) Lyrics

rickybadboy

Well-known member
tanhaai mein khaamoshi se
dil chori se jo kehta hai (x2)
kya kehta hai, kiyun kehta hai
kya kehta hai, kiyun kehta hai
jo kehta hai, batlaao na
yeh pyaar hai kya, samjhaao na (x2)
[repeat]


yun shaam dhale, beetain raatain
ham khud se karain khud ki baatain
[repeat]
yeh mujh se mere armaan rahe
masoom se pal pal khawaab bune
yeh khawaabon ki guzaarish hai
mohabbat mein kho jaao na
yeh pyaar hai kya, samjhaao na (x2)


jis roz nazar mil jaati hai
chehre pe hayaa itraati hai
[repeat]
haalaat kiyun aise hain aakhir
ham paagal hain kis ki khaatir
ishq ka naghma bikhar jaata hai
yun hawaaon mein, koi jaane na
yeh pyaar hai kya, samjhaao na (x6)
 
Top