Lyrics Sonu Nigam, Shreya Ghoshal - God Allah Aur Bhagwan -Krrish 3

→ ✰ Dead . UnP ✰ ←

→ Pendu ✰ ←
Staff member
Song: God Allah Aur Bhagwan
Movie: Krrish 3(2013)
Cast: Hritik Roshan, Priyanka Copra
Music: Rajesh Roshan
Lyricist: Sameer
Singers: Sonu Nigam, Shreya Ghoshal

***********************************************

“God Allah aur Bhagwan
Ne banaya ek insaan
God Allah aur Bhagwan
Ne banaya ek insaan”


“Aaaya zameen pe leke woh
Upar waale ka farman
Wo doston ka hai dost
Yaaron ka hai yaar
Jiska naam sun ke
Kaan pe har shaitan”


“God Allah aur Bhagwan
Ne banaya ek insaan
Aaya zameen pe leke woh
Upar wale ka farman
Woh doston ka hai dost
Yaaron ka hai yaar
Jiska naam sunke
Kaanpe har shaitaan”


“God Allah aur Bhagwan
Ne banaya ek insaan”


“Wo tujh mein bhi hai
Wo mujh mein bhi hai
Kahin na kahin
Wo hum sab mein hai” (X2)


“Sab mein woh chhupa hai
Use pehchan lein
Uska jo iraada hai
Wo hum thaan le” (X2)


“Wo doston ka hai dost
Yaaron ka hai yaar
Jiska naam sun ke
Kaan pe har shaitaan”


“God Allah aur Bhagwan
Ne banaya ek insaan
God Allah aur Bhagwan
Ne banaya ek insaan”


La la la…
Ahha ha.. haan..


“Jahaan kal woh tha akela khada
Kadam apna bhi
Udhar chal pada” (X2)


“Mil ke khwabon ki
Jannat sajayenge hum
Pyar ka sawera leke aayenge hum” (X2)


“Woh doston ka hai dost
Yaaron ka hai yaar
Jis ka naam sun ke
Kaan pe har shaitaan”


“God Allah aur Bhagwan
Ne banaya ek insaan
God Allah aur Bhagwan
Ne banaya ek insaan”
 
Top