Lyrics Rahat Fateh Ali Khan - Habibi - Back 2 Love - 2014

[JUGRAJ SINGH]

Prime VIP
Staff member

Habibi..

Habibi habibi, dast saba dil
Milke tujh ko, mast hua dil
Tu hai sultan, takht hua dil
Tera hi ho gaya, tera hi ho gaya

Habibi habibi, dast saba dil
Milke tujh ko, mast hua dil
Tu hai sultan, takht hua dil
Tera hi ho gaya, tera hi ho gaya

Adayein, teri adayein,
Teri adayein, deewana kar gayi
Wafayein, teri wafayein,
Teri wafayein, parwana kar gayi

Adayein, teri adayein,
Teri adayein, deewana kar gayi
Wafayein, teri wafayein,
Teri wafayein, parwana kar gayi
Ab hosh mein raha na, madhosh ho gaya main
Jaado tera, jaado tera, chhaa gaya..

Haaye!
Habibi habibi, dast saba dil
Milke tujh ko, mast hua dil
Tu hai sultan, takht hua dil
Tera hi ho gaya, tera hi ho gaya
Habibi habibi, dast saba dil
Milke tujh ko, mast hua dil
Tu hai sultan, takht hua dil
Tera hi ho gaya, tera hi ho gaya

Habibi.. wallah..

Chaayi hai masti-masti, maston pe
Tera nasha-nasha hai maston pe
Tere hi dil ki jubaa’n bas
Sun raha hai ye dil
Ab hosh mein raha na, madhosh ho gaya main
Jaado tera, jaado tera, chhaa gaya..

Haaye!
Habibi habibi, dast saba dil
Milke tujh ko, mast hua dil
Tu hai sultan, takht hua dil
Tera hi ho gaya, tera hi ho gaya

Habibi habibi, dast saba dil
Milke tujh ko, mast hua dil
Tu hai sultan, takht hua dil
Tera hi ho gaya, tera hi ho gaya

Habibi.. wallah..

BIna do parr ke, dekho udd chala
Tere sang ye aise judd chala
Jaise main rasta hoon, aur tu meri manzil
BIna do parr ke, dekho udd chala
Tere sang ye aise judd chala
Jaise main rasta hoon, aur tu meri manzil

Ab hosh mein raha na, madhosh ho gaya main
Jaado tera, jaado tera, chhaa gaya..

Haaye!
Habibi habibi, dast saba dil
Milke tujh ko, mast hua dil
Tu hai sultan, takht hua dil
Tera hi ho gaya, tera hi ho gaya

Habibi habibi, dast saba dil
Milke tujh ko, mast hua dil
Tu hai sultan, takht hua dil
Tera hi ho gaya, tera hi ho gaya

Adayein, teri adayein,
Teri adayein, deewana kar gayi
Wafayein, teri wafayein,
Teri wafayein, parwana kar gayi

Adayein, teri adayein,
Teri adayein, deewana kar gayi
Wafayein, teri wafayein,
Teri wafayein, parwana kar gayi
Ab hosh mein raha na, madhosh ho gaya main
Jaado tera, jaado tera, chhaa gaya..

Haaye!
Habibi habibi, dast saba dil
Milke tujh ko, mast hua dil
Tu hai sultan, takht hua dil
Tera hi ho gaya, tera hi ho gaya

Habibi habibi, dast saba dil
Milke tujh ko, mast hua dil
Tu hai sultan, takht hua dil
Tera hi ho gaya, tera hi ho gaya


 
Top