Princess6863
Member
o sanam o sanam
kaash hota agar
tum nibha jaate yeh
zindagi ka safar
hum bhi tanha na rehte
yuhin umarbhar
tum saath hote agar
tum saath hote agar
o sanam o sanam
kash hota agar
tum nibha jaate yeh
zindagi ka safar
hum bhi tanha na rehte
yuhin umar bhar
tum saath hote agar
tum saath hote agar
itni mujhe hai khabar
tanha bikhar jaaonga
teri tamanna liye
mai kuch bhi kar jaonga
kaash humko bana lete tum humsafar
tum saath hote agar
tum saath hote agar
apne labon ki hassi
ai kaash dedoon tujhe
meri khushi le le tu
ghum apna de de mujhe
kaash hoti tumhein mere dil ki khabar
tum saath hote agar
tum sath hoge agar
o sanam o sanam
kash hota agar
tum nibha jaate yeh
zindagi ka safar
hum bhi tanha na rehte
yuhin umar bhar
tum saath hote agar
tum saath hote agar
...