Lyrics Mohit Chauhan, Shreya Ghoshal - Rumani Sa - Bewakoofiyaan

→ ✰ Dead . UnP ✰ ←

→ Pendu ✰ ←
Staff member
Song : Rumani Sa
Film : Bewakoofiyaan ( 2014)
Singer : Mohit Chauhan, Shreya Ghoshal
Music : Raghu Dixit

************************************

[Aaha.. aaha... aaha... aa...] x 2

Kuchh to thi akal dil mein
Ho ke be-dakhal dil ne...
Shekhi maar ke humse
Sab kuchh haar ke phir se...

Khwaabon ki khurchan se
Din yeh kureda hai
Gutthi yeh kholi hai
Tumne humne...

Rumani sa, rumani si
Tu aur main, main aur tu
Rumani sa, rumani si
Dil aur har justzu

[Aaha.. aaha... aaha... aa...] x 2

Waadon ke khule baste
Mehange daam pe saste
Milte hain jahaan humko
Woh hain ishq ke raste...

Wahan dopeharon se
Hasti karaari si
Dhoop utaarenge
Tu jo keh de...

Rumaani sa, rumaani si
Tu aur main, main aur tu
Rumani sa, rumani si
Dil aur har justuju

Na hoga ke kitabon mein
Chhapegi teri meri kahaani
Haan kishton mein suna denge
Yeh kissa teri meri zubani

Tooti-phooti, sachchi jhooti
Teri meri dastaan
Auron se kya, lena dena
Denge khudko bata...

Rumani sa, rumaani si
Tu aur main, main aur tu
Rumani sa, rumani si
Dil aur har justuju

Rumani sa [hmm..] Rumaani si [O.. ho..]
Rumani sa [hmm..] Rumani si [O.. ho..]
Rumani sa [hmm..] Rumani si...
 
Top