Lyrics Mahi Aaja (Unplugged) Lyrics - Singh is Bliing Arijit Singh

Miss Alone

Prime VIP
Ho aaja mahi, aaja mahi aa soneya ve
Aake aaj mera gal lag jaa tu

Aaja mahi, aaja mahi, aa soneya
Aake aaja gal lag jaa tu

Tu hi jind meri, tu hi meri taqdeer ve
Ban geya Ranjha aur tu hi meri Heer ve
Kaise bataaun tujhe, kitna hai pyar ve
Rab dikhta hai tujhme o mere yaar ve, haye..

Aaja mahi, aaja mahi aa soneya ve
Aake.. ho aaja gal lag jaa..
Aaja mahi, aaja mahi aa soneya
Aake aaja gal lag jaa tu...

o ho.. haaye
o.. hey...

Udti patang meri bas tere maanjhe se
Mere jaisa pyaar na hoga
Kabhi kisi Raanjhe se
Heer se bhi sohni hai tu
Keemti hai heeron si
Pyaar ki hai chaahat teri
Ishq ke faqeeron ki.. haaye..

Aaja mahi, aaja mahi aa soneya ve
Aake.. aaja mere gal lag jaa
Aaja mahi, aaja mahi aa soneya
Aake aaja gal lag jaa tu..

O ho.. ay hey..
O ho.. ay hey..

Aaja maahi aaja aa..
Aaja maahi.. aaja..
Aaaja...

Ho aaja mahi, aaja mahi aa soneya ve
Aake.. Ho aaja gal lag jaa tu
Aaja mahi, aaja mahi aa soneya..
Aaja aake gal lag jaa tu..

Aaja..
 
Top