Lyrics Life Express (2010) *All songs Exclusive Lyrics*

chief

Prime VIP
Tracklist


01 - Udit Narayan & Shreya Ghoshal - Pyar Ka Namak

pheekhi pheekhi si lage zindagi
tere pyar ka namak jo na ho
pheekhi pheekhi si lage zindagi
tere pyar ka namak jo na ho
mushkil hai yaara
mushkil hai yaara
ab toh jeena
tere bina tere bina tere bina
tere bina tere bina tere bina
sooni sooni si
sooni sooni si
lage har gali
tere chehre ki jhalak jo na ho
mushkil hai yaara
mushkil hai yaara
ab toh jeena
tere bina tere bina tere bina
tere bina tere bina tere bina
tere bina tere bina tere bina
tere bina tere bina tere bina

aankhon mein sapne ramaye
dil mein hai armaan jawan
milne se tere mila hai
khushiyon ka mujhko jahan
meri nazar mein meri khabar mein
shaamo seher mein tu basi
tujh bin andheri raatein hai meri
tu hai meri chandni
bhujhi bhujhi si
bhujhi bhujhi si lagi chandni
teri aankhon ki chamak jo na ho
mushkil hai yaara
ab toh jeena
tere bina tere bina tere bina
tere bina tere bina tere bina
tere bina tere bina tere bina
tere bina tere bina tere bina


chaahat ka teri nasha hai
chaahat ka teri nasha
dil mera kho k tujhi mein
karta hai kya kya khata
meri nihagein meri adayein
saari wafayein tere liye
har pal haseen hai
har pal jawan hai
sang jo tere jeeye
khoyi khoyi si
khoyi khoyi si lage tazgi
teri hothon ki mehek jo na ho
mushkil hai yaara
ab toh jeena
tere bina tere bina tere bina
tere bina tere bina tere bina
tere bina tere bina tere bina
ohhh tere bina tere bina tere bina


02 - Roopkumar Rathod - Thori Si Kami

thori si kami reh jaati hai
thori si kami reh jaati hai
thori si kami reh jaati hai
thori si kami reh jaati hai

khiltey hai chehre hasti hai aankhein
khiltey hai chehre hasti hai aankhein
phir bhi nami reh jaati hai
thori si kami reh jaati hai
thori si kami reh jaati hai

khushiyon ke lamhe aatey hai milne
mil k nikal jaate hai kahin
aankhon mein palke
jazbon ko jhalke
sapne pighal jaatey hai kahin
sheeshe pe dil k waqt ke gum ki
sheeshe pe dil k waqt ke gum ki
gard jami reh jaati hai
thori si kami reh jaati hai
thori si kami reh jaati hai

raaton ka dhalna
din ka nikalna
leke umeedein aaye savera
kitni umange kitni tarange
karti hai aa k dil mein basera
udta jo mann hai milta gagan hai
udta jo mann hai milta gagan hai
lekin zameen reh jaati hai
thori si kami reh jaati hai
thori si kami reh jaati hai




03 - Kalpana - Banaras Ka Paan

solah baras jab thi mori umariya
mori umariya
mori umariya
saare shehar ki thi mujhpe nazriyan
mujhpe nazriyan
mujhpe nazriyan
solah baras jab thi mori umariya
saare shehar ki thi mujhpe nazriyan
huaa kamaaaaal
huaa kamaaaaal
mein jawan ho gayee
mein jawan ho gayee
mein jawan ho gayee
ala Banaras Ka Paan ho gayee
ala Banaras Ka Paan ho gayee
ala Banaras Ka Paan ho gayee
ala Banaras Ka Paan ho gayee
ala Banaras Ka Paan ho gayee
saiyan Banaras Ka Paan ho gayee

chal jaaye banduk jab naam pe mere
naina ladayoon toh mar jaaye chore
chal jaaye banduk jab naam pe mere
naina ladayoon toh mar jaaye chore
huaan kamaal
meri jawani toofan ho gayee
mein jawan ho gayee
ho jawan ho gayee
ala Banaras Ka Paan ho gayee
ala Banaras Ka Paan ho gayee
saiyan Banaras Ka Paan ho gayee
ala Banaras Ka Paan ho gayee
ala Banaras Ka Paan ho gayee
ala Banaras Ka Paan ho gayee

alaaaah

har koi samjhe mujhe apni laila
koi balam mora koi hai chaila
har koi samjhe mujhe apni laila
koi balam mora koi hai chaila
huaan kamaal
mein sab ka dil sab ki jaan ho gayee
mein jawan ho gayee
mein jawan ho gayee
ala Banaras Ka Paan ho gayee
ala Banaras Ka Paan ho gayee
ala Banaras Ka Paan ho gayee
ala Banaras Ka Paan ho gayee
ala Banaras Ka Paan ho gayee
ala Banaras Ka Paan ho gayee


alllahhhhhh




04 - Jagjit Singh - Phool Khila De


phool khila de shakon par
pedon ko phal de malik
phool khila de shakon par
pedon ko phal de malik
dharti jitni pyaasi hai
utna toh jal de malik

waqt bada dhukh dayak hai
paapi hai sansar bahut
waqt bada dhukh dayak hai
paapi hai sansar bahut
nirdhan ko danwaan bana
durbal ko bal de malik

kohra korha sardi hai
kaap raha hai poora gaon
kohra korha sardi hai
kaap raha hai poora gaon
din ko tapta suraj de
raat ko kambal de malik

belon ko ek ghatri ghaas
insaano ko do roti
belon ko ek ghatri ghaas
insaano ko do roti
kheton ko bhar gehoon se
kandhon ko hal de malik

haath sabhi ke kaale hai
nazrein sab ki peeli hai
haath sabhi ke kaale hai
nazrein sab ki peeli hai
seena dhaap dupateey se
sar ko aanchal de malik




05 - Chorus - Jhule Jhule Palna

jhoole jhoole paalna, banni shole paalna
urr na jaey urran khatola, dheere se uchaalna (x2)
nannhe munne pairon se guriya chalke jaey re
chote chote pankhon se boriyya urrti jaey re
dekho dekho gir na jaey, gurriya ko sambhaalna

jhoole jhoole paalna, banni shole paalna
urr na jaey urran kathola, dheere se uchaalna (x2)
dekho dekho gir na jaey, gurriya ko sambhaalna (x2)


sone ke jese maathe pe kaajal ka ek teeka hai
banni ke chehre ke aage chaand bhi pheeka pheeka hai
ghar mein ghee ke diye jalaana, aur mele ko taalna

jhoole jhoole paalna, banni shole paalna
urr na jaey urran kathola, dheere se uchaalna
dekho dekho gir na jaey, gurriya ko sambhaalna
urr na jaey urran kathola, dheere se uchaalna
dekho dekho gir na jaey, gurriya ko sambhaalna



06 - Roopkumar Rathod - Phool Khila De

phool khila de shakon par
pedon ko phal de malik
phool khila de shakon par
pedon ko phal de malik
dharti jitni pyaasi hai
utna toh jal de malik

waqt bada dhukh dayak hai
paapi hai sansar bahut
waqt bada dhukh dayak hai
paapi hai sansar bahut
nirdhan ko danwaan bana
durbal ko bal de malik

kohra korha sardi hai
kaap raha hai poora gaon
kohra korha sardi hai
kaap raha hai poora gaon
din ko tapta suraj de
raat ko kambal de malik

belon ko ek ghatri ghaas
insaano ko do roti
belon ko ek ghatri ghaas
insaano ko do roti
kheton ko bhar gehoon se
kandhon ko hal de malik

haath sabhi ke kaale hai
nazrein sab ki peeli hai
haath sabhi ke kaale hai
nazrein sab ki peeli hai
seena dhaap dupateey se
sar ko aanchal de malik


07 - Roopkumar Rathod - Thori Si Kami (Sad)

jisko chuan na
jisko jeeya na
ehsaas uska kaise jage
apna hai lekin apna nahi woh
sochoon agar toh kyon yeh lage
soch ke baatein yeh saari baatein
saas thami reh jaati hai
thori si kami reh jaati hai
thori si kami reh jaati hai
khiltey hai chehre
hasti hai aankhein
phir bhi nami reh jaati hai
thori si kami reh jaati hai
thori si kami reh jaati hai


08 - Kalpana - Banaras Ka Paan (Remix)

solah baras jab thi mori umariya
mori umariya
mori umariya
saare shehar ki thi mujhpe nazriyan
mujhpe nazriyan
mujhpe nazriyan
solah baras jab thi mori umariya
saare shehar ki thi mujhpe nazriyan
huaa kamaaaaal
huaa kamaaaaal
mein jawan ho gayee
mein jawan ho gayee
mein jawan ho gayee
ala Banaras Ka Paan ho gayee
ala Banaras Ka Paan ho gayee
ala Banaras Ka Paan ho gayee
ala Banaras Ka Paan ho gayee
ala Banaras Ka Paan ho gayee
saiyan Banaras Ka Paan ho gayee

chal jaaye banduk jab naam pe mere
naina ladayoon toh mar jaaye chore
chal jaaye banduk jab naam pe mere
naina ladayoon toh mar jaaye chore
huaan kamaal
meri jawani toofan ho gayee
mein jawan ho gayee
ho jawan ho gayee
ala Banaras Ka Paan ho gayee
ala Banaras Ka Paan ho gayee
saiyan Banaras Ka Paan ho gayee
ala Banaras Ka Paan ho gayee
ala Banaras Ka Paan ho gayee
ala Banaras Ka Paan ho gayee

alaaaah

har koi samjhe mujhe apni laila
koi balam mora koi hai chaila
har koi samjhe mujhe apni laila
koi balam mora koi hai chaila
huaan kamaal
mein sab ka dil sab ki jaan ho gayee
mein jawan ho gayee
mein jawan ho gayee
ala Banaras Ka Paan ho gayee
ala Banaras Ka Paan ho gayee
ala Banaras Ka Paan ho gayee
ala Banaras Ka Paan ho gayee
ala Banaras Ka Paan ho gayee
ala Banaras Ka Paan ho gayee


alllahhhhhh
 
Top