Lyrics kisi din banugi main-raja

Kisi din banoongi main raja ki rani

Zara phir se kehna

Kisi din banoongi main raja ki rani
Zara phir se kehna

Badi dilrooba hai yeh saari kahaani

Zara phir se kehna

Abhi to mile ho, abhi tum na jaana

Ke dil ban gaya hai tumhaara deewaana
Ho, zara phir se kehna

Kisi din banoongi main raja ki rani


Zara phir se kehna

(Jhuki jhuki nazar teri kamaal kar gayi
Uthi jo ek baar sau sawaal kar gayi) - 2

Meri jawaan dhadkanon mein teri pyaas thi

Laga yeh tujhko dekhke teri talaash thi

Tasveer teri dilbar main dil mein utaaroonga

Uljhe uljhe tere yeh zu ko sanwaaroonga
Zara phir se kehna

Kisi din banegi tu raja ki rani

Zara phir se kehna
Badi dilrooba hai yeh saari kahaani
Zara phir se kehna

Abhi to mile ho, abhi tum na jaana

Ke main ban gaya hoon tumhaara deewaana

Zara phir se kehna

Kisi din banoongi main raja ki rani
Zara phir se kehna

(Tu phool hai chaman ka main kali bahaar ki

Mere labon pe likh de daastaan pyaar ki) - 2

Tu ishq ki zubaan husn ka bayaan hai

Tu jaan nasheen jaane jaan, tu meri jaan hai

Taareef na kar itni, main hosh gawa baithoon

Aisa na ho chaahat mein, duniya ko bhoola baithoon Zara phir se kehna
Kisi din banoongi main raja ki rani

Zara phir se kehna

Badi dilrooba hai yeh saari kahaani

Zara phir se kehna

Abhi to mile ho, abhi tum na jaana
Ke dil ban gaya hai tumhaara deewaana

Ho, zara phir se kehna

Kisi din banegi tu raja ki rani

Zara phir se kehna

Badi dilrooba hai yeh saari kahaani

Zara phir se kehna

Zara phir se kehna
Zara phir se kehna
:hand
 
Top