Lyrics ke ghar kab aaoge - border

1371474bshdxc4f35-1.gif


hooooo hooooooo hooooo hooo
sandese aate hein humein tarpaate hein
o chitthi aati hai puche jaati hai
ki ghar kab aaoge likho kab aaoge
ki tum bin yeh ghar soona soona hai
sandese aate hein humein tarpaate hein
o chitthi aati hai puche jaati hai
ki ghar kab aaoge likho kab aaoge
ki tum bin yeh ghar soona soona hai

kisi dil wali ne ksii matwali ne
humein khat likha hai yeh humse poocha hai
kisi ki saason ne kisi ki dhadkan ne
ksii ki churi ne kiisi ke kangan ne
kisi ke kajre ne kisi ke gajre ne
mehkti subho ne machalti shaamon ne
akeli raaton ne adhori baaton ne
tarasati baahon ne aur poocha hai tarsi nigahon ne
ki gahr kab aaoge likho kab aaoge
ki tum bin yeh ghar soona soona hai

sandesse aate........soona soona hai

mohabbat walon ne humare yaaron ne
humein yeh likha hai ki humse poocha hai
humare gaaon ne aam ki chhaaon ne
puraane peepal ne baraste baadal ne
khet khaliyanon ne hare maidano ne
basanti melon ne jhoomti belon ne
lachakte jhoolon ne behkte phoolon ne
chatakti kaliyon ne aur poocha hai gaon ki galliyon ne
ki ghar kab aaoge likho kab aaoge
ki tum bin gaaon soona soona hai

sandesse aate........soona soona hai

kabhi ek mamta ki pyar ki ganga ki
o chithi aati hai saath woh laati hai
mere din bachpan ke khel woh angan ke
woh saya anchal ka woh teeka kajal ka
woh lori raaton mein woh narmi haathon mein
woh chahat ankhon mein woh chinta baton mein
bigarna uppar se mohabbat andar se
kare woh devi maa yehi har khatt mein pooche meri maan
ke ghar kab aaoge likho kab aaoge
ki tum bin aangan soona soona hai

sandesse aate........soona soona hai

ai guzarne wali hawa bata
mera itna kaam karegi kya
mere gaaon ja mere doston ko salaam de
mere gaaon mein hai jo woh gali
jaahan rehti hai meri dilruba
use mere pyaar ka jaam de
use mere pyar ka jaam de
wahin thori door hai ghar mera
mere ghar mein hai meri burhi maa
mere maa ke pairon ko choo kar
tu use uske bete ka naam de
ai guzarne wali hawa zara
mere doston mere dilruba
meri maa ko mera paigam de
unhe jaake tu yeh paigam de
mai wapas aaonga mai wapas aaonga
phir apne gaaon mein
kisi ki chaon mein
ki maa ke anchal se
gaaon ke peepal se
ksi ke kajjal se
kiya jo waada tha woh nibhaaonga
mai ek din aaonga mai ek din aaonga
mai ek din aaonga mai ek din aaonga....

:rolleyes::rolleyes:
:salut



1371474bshdxc4f35-1.gif
 
Top