Lyrics Kaushiki Chakraborty - Aankhiyaan - Gulaab Gang ( 2014)

→ ✰ Dead . UnP ✰ ←

→ Pendu ✰ ←
Staff member
Song : Aankhiyaan
Film : Gulaab Gang ( 2014)
Singer : Kaushiki Chakraborty
Music : Soumik Sen
Lyricist : Neha Saraf

**************************************


Aankhiyaan… o re ankhiyaan
Aankhiyaan o re ankhiyaan
Paani ki jaisi aankhiyaan
Aankhiyaan o re aankhiyaan
Aankhiyaan o re ankhiyaan

Raat bhar soch kar roti rahi
Aaj tak seh kar soti rahi
Main akeli, main akeli
Raat akeli soye saari sakhiyaan…
Aankhiyaan… ho re ankhiyaan

Aankhiyaan… o re aankhiyaan

Cheekhein kyun siski meri banti rahein
Aag kyun jal jal ke bujhti rahein
Han han goonje kyun chilla re
Ab na bujhenge angaare
Ab na behle mann yeh mera
Sun ke jhoothi battiyaan
Aankhiyaan… o re ankhiyaan
 
Top