Lyrics Kabhi Kabhi Mere Dil Mein Sawaal Aata Hai - Son Of Sardaar

#Jatt On Hunt

47
Staff member
Kabhi Kabhi Mere Dil Mein Yeh Sawaal Aata Hai

Song Title : Kabhi Kabhi Mere Dil Mein Yeh Sawaal Aata Hai
Music Director : Sandeep Chowta
Lyricist : Ashwani Dhir
Singers : Ajay Devgan
Song Duration (mm : ss) : 07:11



Kabhi Kabhi Mere Dil Mein Yeh Sawaal Aata Hai Lyrics


Kabhi kabhi mere dil mein yeh sawaal aata hai
Ki agar duniya mein Sardaar na hote toh kya hota
Sorry yaar.. duniya bekar.. bina Son Of Sardar

Son Of Sardar.. Son Of Sardar.. Son Of Sardar..
Duniya bekar.. Duniya bekar.. Duniya bekar..
Bina Son of Sardar.. Bina Son of Sardar.. Bina Son of Sardar..

Batole.. Batole.. means girl means
Kudiyan toh hoti par Punjabanein na hoti

Duniya ki ladko ki aathma sohni kudiyon ko roti (Kudiye..)
Mirze na hote Raanjhe na hote toh kaun karta hai kudiyon ko pyaar
Sorry yaar.. duniya bekar.. bina Son Of Sardar (phhhrrrraaa..)

Kabhi kabhi mere dil mein yeh sawaal aata hai
Ki agar duniya mein Sardaar na hote toh kya hota
Daru ki dukanon pe pad jaate thale
Murge bhi ghum the main sadko pe saale
Imagine duniya without saron bina saas, bina butter, bina lussi, bina assi, bina tussi
Kaisi lagti duniya without colour of Dussehra
Sorry yaar.. duniya bekar.. bina Son Of Sardar

Kabhi kabhi mere dil mein yeh sawaal aata hai
Ki agar duniya mein Sardaar na hote toh kya hota
Haramzaada… is mein pyar hai zyada
Saddy, thoaddy, addy, yeh duniya ko hum ne sikhayi
Is kolavari di ki bari toh baad mein aayi
Gaaliyon ke bina yaar kaise dikhate hai pyaar
Sorry yaar.. duniya bekar.. bina Son Of Sardar

Kabhi kabhi mere dil mein yeh sawaal aata hai
Yeh khayal zara baar baar aata hai
Kaun jalatha hai tande seeno mein aag
Jeena hote Jallianwala Bagh
Bhagat toh hote par Bhagat Singh na hote
Jo Guru na hote toh Guru Gobind Singh na hote
Jo Sardaar na hote toh bangda kaise baatein
Kaun laata rukhe chehron pe hasi
Din toh hote par na lagte tyohar
Duniya bekar.. bina Son Of Sardar
Paaji Sardaar par joke toh karna par joker mat samajhna
Kyunki Sardaar ke dastaar par haath utayegana
Toh Sardaar utadega..

 
Top