Lyrics Jaanam - Bloody Isshq

<~Man_Maan~>

DEATHBEAST
Song:- Jaanam
Movie:- Bloody Isshq
Singer:- Sunidhi Chauhan


Jaanam aao zaara pass mein
Jaanam dubo ehsaas mein
Jaanam aao zaara pass mein
Jaanam dubo ehsaas mein
Doori aaj door kar do
Todo mujhko aaj choor kar do
Mujh mein aaj khud ko bhar do
Bhar do na..
Jaanam aao zaara pass mein
Jaanam dubo ehsaas mein

Yeh teri meri raat hai
Yeh samma bhi toh saath hai
Tu neend kharab kar
Phir pura har khawab kar
In julfon ki saath uljho
Mere dil ki baat samjho
Mujh mai aaj khud ko bhardo
Bhar do na..
Jaanam aao zaara pass mein
Jaanam dubo ehsaas mein
Jaanam aao zaara pass mein
Jaanam dubo ehsaas mein
Sunn seene mein jo shor hai
Ye chahton ka zor hai
Aaa tujhko main pyaar doon
pal tujh mein guzzar doon
Aankhon pe yeh aankhein rakh do
Saason pe ye saansein rakh do
Mujh mai aaj khud ko bhardo
Bhar do na..
Jaanam aao zaara pass mein
Jaanam dubo ehsaas mein
Jaanam aao zaara pass mein
Jaanam dubo ehsaas mein
Jaanam
..

 
Top