Lyrics Guzaarish (2010) *All songs*

chief

Prime VIP
01 - Guzaarish Hai Ye Jo Barish - K.K.

bas itni si
tumse Guzaarish hai
Guzaarish hai
Guzaarish hai

yeh jo baarish hai
dekho na
yeh jo baarish hai
is mein teri bahon mein
mar jau
bas itni si choti si
ek khwaaish hai
bas itni si tumse Guzaarish hai

bas itni si tumse farmaaish hai
yeh jo baarish hai
dekho na yeh jo baarish hai
is mein mere sang gunguna na na na na na na na na na na na na
gunguna na na na na na na
gunguna na na na na na na na na na na na na
is mein mere sang gunguna na
kal radio pe aya tha jo wohi wala gana
gaate gaate bahon mein mar jaana
bas itni si choti si ek khwaaish hai

bas itni si tumse Guzaarish hai

haan Guzaarish hai
Guzaarish hai

02 - Saiba Mazo Saiba Pala - Shail Hada

Mazo Saiba
ho mazo saiba
paala saalo se tha ise
dil alvida ie saibaaaa
mazo saiba ho mazo saiba
paala saalo se tha ise
dil alvida

ruka raasta tha bithaya
jab raat raat samjhaya
paala saalo se hai dil
yeh dil alvida

baarish ko maine kaha
aake bhigo de raasta
dil ko farak na pada
jaldi aane ke basta
mazo saiba mazo saiba
mazo sai sai sai saiba
mazo saiba mazo saiba
mazo sai sai sai saiba
paala saalo se yeh dil
yeh dil alvida

Mazo Saiba
Mazo Saiba
aie saiba
Mazo Saiba
Mazo Saiba

Mazo Saiba
Mazo Saiba



03 - Tera Zikr Hai Ya - Rakesh Pandit

Ke tera zikr hai?
Ya itr hai?
Jab jab karta hu...
Mehekta hu...
Behekta hu...
Chehekta hu...

Ke tera, tera, tera zikr hai?
Ya itr hai?
Jab jab karta hu...
Mehekta hu...
Behekta hu...
Chehekta hu...

Sholon ki tarah
Khusbuyon mein dehekta hu
Behekta hu
Mehekta hu
Ke tera zikr hai?
Ya itr hai?
Jab jab karta hu...
Mehekta hu...
Behekta hu...
Chehekta hu...


Tera zikr hai?
Ya itr hai?
Jab jab karta hu...
Mehekta hu...
Behekta hu...
Chehekta hu...


Teri fikr hai,
Ya fakr hai?
Jab jab karta hu...
Machalta hu...
Uchalta hu...
Fisalta hu
Pagal ki tarah
Mastiyon mein
Tehelta hu...
Uchalta hu
Fisalta hu
Tera zikr hai?
Ya itr hai?
Jab jab karta hu...
Mehekta hu...
Behekta hu...
Chehekta hu...


04 - Chaand Ki Katori Hai - Harshdeep Kaur

Chaand Ki Katori Hai
raat yeh chatori hai
Chaand Ki Katori Hai
raat yeh chatori hai

saare taare ek taraf
hoooo sare taare ek taraf
zindagi batori batori hai
Chaand Ki Katori Hai
raat yeh chatori hai

rishtey cheene mal mal ke
hooo rishtey cheene mal mal ke
thand mein thithur ke sikhudh ke bikhar jaate hai
mohabbat ka sweater kis ke liye buntey hai
saare taare ek taraf zindagi batori batori hai
Chaand Ki Katori Hai
raat yeh chatori hai


khwab yeh khwab yeh
rozana ki baarish mein gal jaatey hai
gareebi ke maarey hum
haathon ka chaata banatey hai
saare taare ek taraf
ho saare taare ek taraf
zindagi batori batori hai
Chaand Ki Katori Hai
raat yeh chatori hai


05 - Keh Na Saku Main - Shail Hada

Keh na saku mein itna pyar...
Keh na saku mein itna pyar...
Arre...seh na saku mein
Seh na saku mein itna pyaar...
Keh na saku mein itna pyar,
Itna pyaar karta hoon...
Sajni...
Tere uthne pe rukti hai...
Takne par thamthi hai...
Meri sansein tere hi ishaaro pe chalti hai
Tere uthne pe rukti hai...
Takne par thamthi hai...
Meri sansein tere hi ishaaro pe chalti hai
Ek pal bhi reh na saku ho,
Ek pal bhi reh na saku
Itna pyar karta hoon...
Keh na saku mein itna pyar...
Arre...seh na saku mein
Seh na saku mein itna pyaar...
Keh na saku mein itna pyar,
Itna pyaar karta hoon...
Sajni...

06 - Jaane Kiske Khwaab Takiye - K.K.

Jaane kiske khwab...
Takhiye ke niche raat raakh jaati hai?
Hala ke neend nahi aati hai...
Jaane kiske khwab...
Takhiye ke niche raat raakh jaati hai?
Jagti aankhon mein bhi ab koi sota hai
Jab koi nahi hota, tab koi hota hai...
Jagti aankhon mein bhi ab koi sota hai
Jab koi nahi hota, tab koi hota hai...
Jaane kiski baat...
Hotho pe laake raat rakh jaati hai?
Hala ke neend nahi aati hai...


07 - Sau Gram Zindagi Sambhal Ke - Kunal Ganjawala

thodi si meethi hai
zar si mirchi hai
sau gram zindagi yeh
sambhal ke kharchi hai
asli hai
jhooti hai
khaalish hai
farji hai
sau gram zindagi yeh
sau gram zindagi yeh
sambhal ke kharchi hai
thodi si meethi hai
zar si mirchi hai


der tak ubali hai
cup mein dali hai
kadvi hai naseeb si
yeh coffee gaadi gaadhi hai
chamach bhar cheeni ho
itni si marji hai
sau gram zindagi yeh
sau gram zindagi yeh
sambhal ke kharchi hai

khari hai
khoti hai
rone ko choti hai
dhaage se khushiyon ko
seelti hai
darzi hai
sau gram zindagi yeh
sau gram zindagi yeh
sambhal ke kharchi hai
thodi si meethi hai
zar si mirchi hai
life is cool
life is wonderful
life is pain
oh yeeeh yeeh yeeeh


life is cool life is cool
life is wonderful wonderful
life is pain
Its all part of the game

Life is love
Its all good
That's the way


sau gram zindagi yeh
sau gram zindagi yeh
sau gram zindagi yeh
sau gram zindagi yeh

life is good




08 - Udi Tere Aankhoin Se - Sunidhi Chauhan

Mil gayi...aaj aasman se
Aa gayi aage mein jahan se
Yeh kya hua?
Mil gayi...aaj aasman se
Aa gayi aage mein jahan se
Yeh kya hua?
Udi neendein aankhon se
Judi raatein khwabo se
Mudi ke jaane mein kahan?
Udi neendein aankhon se
Judi raatein khwabo se
Mudi ke jaane mein kahan?
Mil gayi...aaj aasman se
Aa gayi aage mein jahan se
Yeh kya hua?
Pao zameen pe hai ya badal pe?
Uljhe sitaare aake achchal se...
Pao zameen pe hai ya badal pe?
Uljhe sitaare aake achchal se...
Jee li umar saari is pal mein,
Kuch bhi nahi ab mere kal mein
Udi neendein aankhon se
Judi raatein khwabo se
Mudi ke jaane mein kahan?
Udi neendein aankhon se
Judi raatein khwabo se
Mudi ke jaane mein kahan?
Mil gayi...aaj aasman se
Aa gayi aage mein jahan se
Yeh kya hua?
Udi neendein aankhon se
Judi raatein khwabo se
Mudi ke jaane mein kahan?

09 - Daayein Baayein Chahat Chaye - K.K.

Daayein baayein chahat chaye...
Phir se bhooli bisri yaadein aayi...
Ghir ke…
Kisne chahat yeh barsayi?
Oh...Kisne chahat yeh barsayi?
Neela ambar sarka jaise,sar se…
Phir se...
Taare toote girke...
Daayein baayein chahat chaye...
Phir se bhooli bisri yaadein aayi...
Ghir ke
Mausam ka ehsan hai...
Tu mera mehman hai...
Khidmat mein bolo jaan rakdoon?
Khidmat mein bolo jaan rakdoon?
Tumse milke jiya aise...
Jaise...
Phir se…
Ji utha hoon marke...
Daayein baayein chahat chaye...
Phir se bhooli bisri yaadein aayi...
Ghir ke…

10 - Dhundhli Dhundhli Shaam Hui - Shankar Mahadevan

Dhundhli dhundhli sham huyi
Ab toh wapas aa jao....
Dhundhli dhundhli sham huyi
Ab toh wapas aaja na...
Ke is samay toh, parinde bhi....laut aate hai
Ke saz ke sab taar toot jaate hai
Ke is samay toh, parinde bhi....laut aate hai
Dhundhli dhundhli sham huyi
Tum toh gaye par yaad na gayi,
Zuban se meri fariyad na gayi
Guzari na koi saans,
Jis mein tumahara naam na ho...
Tab tak karunga yaad mein,

Jab tak umar tamam na ho...
Tumhare haath se mera haath un chuta, ke jaise....
Bheed mein kuch haath chut jaate hai
ke is samay toh, parinde bhi...laut aate hai

Dhundhli dhundhli sham huyi,
Ab toh wapas aa jao...
 
Top