Lyrics Churah liya | Milind Gaba

Chura liya hai tumne jo dil ko,
Nazar nahi churana sanam,
Badal ke meri tum zindgaani,
Kahin badal na jaana sanam,

Ho Le liya dil
haye mera dil,
Haye dil leke mujhko na tadpana,

Chura liya,

Haan chura liya hai tumne jo dil ko,
Nazar nahi churana sanam,
yeah baby,
Badal ke meri tum zindgaani,
Kahin badal na jaana sanam,

The way you look at me,
Mujhse raha nahi jaata hai,
I feel like kissing you,
Par ye ho nahi pata hai,
Mummy kasam jhoot nahi bolta ladki,
Tujhe dekh ke romance apne aap nikal aata hai,
Door se chamakte hai kaano mein jo bling bling,
Maathe ki bindi se leke diamond ring,
Sab le dun tujhe haan karde mujhe,
Tu hai meri rani main hoon tera prince charming,
Sun,
ek baat to bata,
Single mere liye hai ya tujhe koi ni mila,
Dekh saaf saaf meri baaton ka jawab de,
Aise expressions haye behisaab de


Bahaar banke aaun kabhi,
Tumhari duniya mein,
Guzar na jayein ye din,
Kahin is hi tamanna mein(2x)

Tum mere ho(2x)
Aaj phir itna vaada karke jaana,
Chura,
Liya,

Chura liya hai tumne jo dil ko,
Nazar nahi churana sanam,
Badal ke meri tum zindgaani,
Kahin badal na jaana sanam, sanam, sanam..
 
Top