| |||||||
|
|
| | ||
| | ||
|
Bichhu Mere Naina, Badi Zehereeli Aankh Maare Kamsin Kamariya Saali Ik Thumke Se Lakh Maare...2x Note Hazaaro'n Ke, Khulla Chhutta Karaane Aayi Husn Ki Teelli Se Beedi-Chillam Jalaane Aayi Aaayi ! Chikni Chameli Chhup Ke Akeli Pawwa Chadha Ke Aayi ...4x Jungle Mein Aaj Mangal Karungi Main Bhookhe Sheron Se Khelungi Main Makkhan Jaisi Hatheli Pe ngaare Le Lungi Main Haaye! Gehre Paani Ki Machhli Hoon Raja Ghaat Ghaat Dariya Mein Ghoomi Hoon Main Teri Nazro Ki Leharo'n Se Haar Ke Doobi Hoon Main Jaanleva Jalwa Hai Dekhne Mein Halwa Hai Jaanleva Jalwa Hai Dekhne Mein Halwa Hai...2x Pyaar Se Paros Doongi Toot Le Zaraa Yeh Toh Trailer Hai Poori Fillam Dikhane Aayi Husn Ki Teelli Se Beedi-Chillam Jalaane Aayi Aaayi ! Chikni Chameli Chhup Ke Akeli Pawwa Chadha Ke Aayi ...4x Banjar Basti Mein Aayi Hai Masti Aisa Namkeen Chehra Tera Meri Neeyat Pe Chehke Chhote Na Hai Rang Gehra Tera Joban Ye Mera Crazy Hai Raja Saare Pardo Ko Kaatungi Main Shaame Meri Akeli Hai Sang Tere Baatungi Main Haaye! Baat Mein Ishaara Hai Jisme Khel Saara Hai Haaye! Baat Mein Ishaara Hai Jisme Khel Saara Hai Tod Ke Tijoriyon Ko Loot Le Zara Choom Ke Zakhmo Mein Thoda Malham Lagaane Aayi Husn Ki Teelli Se Beedi-Chillam Jalaane Aayi Aayi Chikni Chikni Aayi Aayi...2x Aayi Chikni..Chikni...Aayi..Aayi Aaayi ! Chikni Chameli Chhup Ke Akeli Pawwa Chadha Ke Aayi.. |
![]() |