Lyrics Chahoon Bhi - Force Movie Lyrics

rickybadboy

Well-known member
Chahoon bhi toh main kaise kahoon- Saari jo baatein dil kehta hai
Lehar sapno ki kaise ginnu- Dariya behta hi rehta hai

Keh rahi hai kya yeh suno, meri khamoshiyan
Raat se hai lambhi kahin, dil ki yeh dastaan
Kaise kahoon

Tumse mujhe yeh kehna tha woh keh raha tha humdum
Ho saamne toh kya kahoon, kya kehna tha humdum
Kaise yeh, jazbaat hain
Iss dil mein toh, din raat hain

Honthon pe kyun aane se yeh sharmaate hain
Aankhon mein kyun yeh har gadi aa jaate hain

Chahoon bhi toh main kaise kahoon- Saari jo baatein dil kehta hai
Lehar sapno ki kaise ginnu- Dariya behta hi rehta hai

Hum kyun kahe, joban kahe, ik baat hai jaana
Dhadkan kahe, dhadkan sune, woh raat hai jaana

Dil bole bin hai bolta
Sab raaz hai yeh kholta

Jab khwab hai, jazbaat hai,
Ehsaas hai
Toh kehna kya, toh sunn na kya,
Awaaz hai

Top