Lyrics Aa Raha Hoon Palat Ke Lyrics - Don 2 Songs

rickybadboy

Well-known member
Mere dushman samajh rahe thay
Main abb kabhi laut ke naa aaunga

Ek gumnaami ka samundar hai
Usme hi jaake doob jaaunga

Abhi baaki meri kahani hai
Saari duniya ko jo sunaani hai

Mujhe pehchano
Dekho main hoon kaun
Aa raha hoon palat ke

Main hoon Don Don Don.
 
Top